Kohinoor Diamond


Kohinnor Diamond is famous,Old and precious haii


Now me apke sath Kohinoor Diamond ke bare  me hi bat kare ge so friends ye post end tak jarur padiye ga kyu ki Kohinoor se india ki bhi history jane milegy



So friends Kohinoor Diamond ke bare me ye mante haii ki ye Diamond krishna nadi  ke pas Kollur or Gollonda (आज का aandhara pradesh) se mila tha.

in 1850 me east india company ke directer be notish kiya ki Kohinnor Diamond 5000 year pahela mahabharat kal me mila tha. sanskrit language me Kohinoor ka Ulekh mila ta hii per Kohinoor ko mahabharat kal me "syamantak" name se jana jata tha.
kitne ase bhi log haii jise Kohinoor ko purana nahi mante haii.

in 1304 me malwa ke raja ke pas Kohinoor aya tha.

in 1339 me Samarkand  namek raja ke pas avya phir usne or unke varsone Kohinoor ko 300 sal se bhi jyada tak sambgal kar rakha tha.

Kohinoor ke bare me ek kahavt thi ki "Kohinoor ko purush yani men pahenga to ho curse yani srapit ho jayega or use dukho ka samna karna padega lekin Kohinoor ko sif women  ya pavitra men hi pahel sakta haii.

Kohinoor Diamond  mughal raja ke pas bhi raha tha. 14 mi sadi me Alla udin khilji  ke pas tha. Es bat ka Ullekh Babar ki aatmakatha me Babarnama me mila haii.
H
Jab babar ne Kohinoor ka price matlab One latth. One latth means ki jabse se jyada sakti sali desh ya man ya king.

17 mi cebtury me Shahajaha be apne liye mayurasan banvay.Mayurasan ko banane ke liye 7 year ka time laga  tha.
Mayura san me sona or Diamond ka use bhari matra ne kiya gaya tha.

In 1793 me king Nader shah of parisa bharat aya or Nader shah ne mughlo ko hara diya tha. fir usne mayurasan & Diamond apne sath le gaya.Phele Diamond ka name Babur's Diamond tha fir Nadir Shah ne use "Koh-e-noor" name diya. Nadir shah 1747 ke kisi reason ke uski death ho gayi. bad me kohinnor ko Janral Ahemadshah durani ne apne.kabje me le liya.

Fir kohinoor fir se bharat aya tha but uske liye do bate mani jati haii
(1).Ahemed shah durrani ka beta shah suja jab shikho ki hirasat me lahor ki jel me tab maharaj ranjitshingh ne uske parivar ko tab tab pyasa tarsa rakha jab tak vo Kohinoor ko use nahi deta.

(2) Esa bhi manna haii ki Shah suja ne 1812 me bharat aya tha or raja ranjitshingh ko de diya uske badle me raja ranjitshingh ne uski satta vapash lane ki madad ki.

Firn raja ranjitshingh ne Diamond ko odisha ke jagannath madir me dane kane ka kaha.
or uske death ke bad ne use jagannth madir me rakh diya gaya.

1819 me second Englo-shikh war me shikho ki har ho gayi bad me britishro ne Diamond ko apne sath le liya  or baki ki sampati ko usne apne war ke liye leh liya.

Bharat ka vaisaroy Lord Dalhousie Diamond ko lekar Landan gaya.usne Diamond ko east india compney ke director  ko de diya bad me director ne use rani victory ko de diya. ran victory ne use crystel palece me show ke liya rakha. bad me use saf karva ke Diamond ko oval shape diya.
fir Rani Victory ne use apne  mukut me 2000 Diamond ke sath Kohinoor ko bhi jod diya fir vahi per rah gaya. Babur ke matalab se one latth yani world ka sabse takat var desh Englend  hi tha.



Rani victory ke bad me Alexandra or Queen Mary or fir Elizabeth ne pahena tha.

Kohinoor Bharat se nikal kar end me vo Landan ke tawar  me safe haii.


Ab bat karte hi ki kis desh ne Kohinoor pe apna Hak mante haii.

In1953 me Bharat me Kohinor ki mang ki thi but britishrone use Refuse kar diya

Bad me Pakistan or Afghnistan ne bhi Kohinnor ko apna batane ki mag ki thi or use lota dine ki bhi mag ki thi but ho bhi karij kardi gayi.

Jay Hind. Vande matram.

Mera Bharat Mahan